पानीपूरी का ठंडा और मसालेदार तीखा पानी बनाने के सारे राज और ट्रिक्स | Pani Puri Ka Pani Recipe

Published at : 17 Dec 2025

Pani puri ka pani ghar par banana bahut hi asaan hai aur jab yeh thanda-thanda aur chatpata hota hai to har bite mein alag hi maza aata hai. Ghar ke bane pani puri ke pani ka taste bilkul waise hi hota hai jaise bazaar ya thele wale golgappe ke pani ka hota hai.

Is video mein maine dikhaya hai kaise aap simple tarike se pani puri ka pani bana sakte hain jo sabko pasand aayega. Chaat lovers ke liye yeh ek must-try recipe hai. To agar aap bhi pani puri ke asli swaad ka maza ghar par lena chahte hain, to yeh video zarur dekhein.

#panipuri #panipurirecipe #panipurikapani #kanakskitchenhindi

Subscribe here ➔ http://goo.gl/L7Ngdo

Kanak's Kitchen English Channel ➔ http://goo.gl/z8RCxr

INGREDIENTS:
1 cup coriander leaves
1/2 cup mint leaves
2 small pieces ginger
4-5 green chillies
salt
1/2 tsp black salt
1/4 tsp black pepper/red chilly powder
1/2 tsp jeera powder
2-3 pinches heeng
2 tsp ready pani puri masala
Juice of 2-3 lemons
ice cubes
boondi

▬▬▬ Social Media Links ▬▬▬▬
Facebook ➔ https://www.facebook.com/kanakskitchen/
Instagram ➔ http://instagram.com/kanakskitchen/
Twitter ➔ https://twitter.com/kanakskitchen
Subscribe here ➔ http://goo.gl/L7Ngdo
Kanak's Kitchen English Channel ➔ http://goo.gl/z8RCxr