Mujhe Jeene Nahin Deti Hai Yad Teri - Hindi Sad Song | Bomb Blast | मुझे जीने नहीं देती है याद तेरी

Published at : 18 Dec 2025

Presenting Soulful Sad Bollywood Hindi Song "Mujhe Jeene Nahin Deti Hai Yad Teri मुझे जीने नहीं देती है याद तेरी" from Movie "Bomb Blast". Song composed by Bappi Lahiri & sung by Mohammed Aziz & Kavita Krishnamurthy. Lyrics are penned by K.C. Verma. Song starring Ronit Roy & Kishori Shahne. Exclusively only on @GrandMasterMoviesOfficial

Subscribe To @GrandMasterMoviesOfficial For Our New Movie Release Notification.
https://bit.ly/GrandMasterMovies

Watch Full Movie "BOMB BLAST" :- https://youtu.be/avxHghqVwts

Song Credit:-
Song Name - Mujhe Jeene Nahi Deti Hai Yaad Teri, मुझे जीने नहीं देती है याद तेरी
Music Director : Bappi Lahiri
Singers: Mohammed Aziz & Kavita Krishnamurthy
Music Composer : Bappi Lahiri
Lyrics : K.C. Verma

Movie Credits
Directed by Deepak Balraj Vij
Produced by Deepak Balraj Vij
Starring Ronit Roy, Aditya Pancholi, Kishori Shahane, Anand Balraj, Shakti Kapoor, Satish Shah, Sadashiv Amrapurkar & Ramesh Bhatkar
Music by Bappi Lahiri

Song Lyrics
Mujhe jeene nahi deti hai yaad teri
Mujhe jeene nahi deti hai yaad teri
Sunake aaja tu aaja aawaaj meri
Sunake aaja tu aaja aawaaj meri
Mujhe jeene nahi deti hai yaad teri

Kya tujhako kabhi bhi
Meri yaad aati nahi hoo
Kya tujhako kabhi bhi
Meri yaad aati nahi
Jaise tadpaati hai mujhako
Tujhako tadpaati nahi
Tujhako tadpaati nahi
Pal pal mujhe tadpaati hai yaad teri
Sunake aaja tu aaja aawaaj meri
Mujhe jeene nahi deti hai yaad teri

Bewafa na tu samjhana
Pyaar hai tujhise mujhe
Bewafa na tu samjhana
Pyaar hai tujhise mujhe
Kismat mein jab milan
Na ho kaise mil paau tujhe
Kaise mil paau tujhe
Meri jaan jaise leti hai yaad teri
Tujh bin hai yeh duniya viraan meri
Mujhe jeene nahi deti hai yaad teri

Main na tujhe bhula saka,
Tune kaise bhula diya hoo
Main na tujhe bhula saka,
Tune kaise bhula diya
Kaha hai teri aaj kasame
Waada karake daga diya
Waada karake daga diya
Mujhako dard bahot deti hai yaad teri
Sunake aaja tu aaja aawaaj meri

Mujhe jeene nahi deti hai yaad teri
Sunake aaja tu aaja aawaaj meri
Mujhe jeene nahi deti hai yaad teri

Join Us On
⦿ YouTube: https://bit.ly/GrandMasterMovies
⦿ Facebook: https://fb.me/GrandMasterMovies

#bollywoodsongs #BombBlast #HindiSong #sadsong